"Spring 24 (SP24) Certification Cycle Start date is 13th April 2024"
join our Telegram Chanel Latest Updates https://t.me/salesforcekeeda

Sunday, December 2, 2018

Google Adword Kya hai Aur ye Kase Kam karta hai

Google adword kya hai aur google adword par kese kam kiya jata google adword ke labh hai aaj ki post me ham aapko sab khuch vistar se btane ja rhe hai ki google adword kya hai aur es par kese kam karte hai aur hmare business ke liye important kyo hai aaj ki post se aapko google adword par uthne vale sare saval ke bare me jvab mil jayenge to aaiye suru karte hai

google adword

aapko bta de google adword ke bhut hi bda plate form hai google ka jis par aap apne business ki growth ko do guna ya char guna kar skte hai ye ek bhut hi bda jariya hai suru suru me jo log apni company start karte hai vo log esi ka sahara le kar apna kam start karti hai even google ki bhi 75% revenue es ki vajah se hai

google adword three plate form par kam karta hai jiske bare me ham aapko aage btayenge par google adword ek advertisement company hai jo jo dusre aur chote business ko aage badne ka moka deti hai
jo ki ek bhut accha plate form hai

ab bari aati hai ki y kin three plate form par kam krta hai to aapko bta de ki
  1. video 
  2. image 
  3. search 
google adword en tino hi plate form par kam karta hai ab aapko bta de ki ye tino kese kam karte hai chaliye aage badte hai aur aapko btate hai ki ye tino kese kam karte hai 

Video Platform 

video platform google adword ka bda platform hai jis par google ki jada revenue bnta hai aapko bta de ki jab se mobile networks me Kranti aayi hai aur logo ne youtube ki traf apna rukh badla hai tab se log youtube par jada se jada jate kisi bhi video ko dekhne ke liye esi liye google apne advertiser to youtube ki traf mod rha hai aapko bta de ki jab bhi aap apne youtube ko on kar ke koi video ko dekhte hai to sbse phle aapko ek video dekhne ko milti hogi jis pa aapko skip karet ka option aata hoga ye google adword ke through ek advertisement hota hai jo ki koi dusri company karavati hai ab ye ads sab para nahi aate hai kyoki ye ads un logo ki video par hi aate hai jin para bhut sare visitors ho ye inlogo ke channel aur video par hi ads ko dikhate hai ab ager aapko you tube channel nahi banana aata hai to hamari blog se aap jude rhe jald hi ham log es par ek post update karne vale 

Image Platform 

image platfrom dono par hi work karta hai video par aur website par bhi ye bhi ek accha jariya hai apni website ya business ko promote kane ka es liye aapko bta de ki image plaform bhut hi popular hai aapke kai baar kisi na kisi website par visit kiya hoga vha par aapko ads by google dekhne ko mila hoga aapko bta de ki ye google adword dwara dusri compny ka promoton hota hai jo us website par dikhaya jata hai es me website vale admin ko bhi profit hota hai jo ki google adsence ke throught hota hai jiske bare me ham aapko aage btayeng 

ab aapko btate hai ki image plate form kam kese karta ja bhi aap koi ecomerce market me khumte hai ya koi product ko aap dekhte hai uski cookies aapke cookies section me vo chahe phone ho ya computer dono jagah save ho jati hai aur google un cookies ka use kar ke aapke recent activity ke bare me pta laga leta hai ab aap kisi bhi website par jange o goggle ka aapko koi na koi ads us product se reelected jarur milega aur aap us par click kar ke usi jaga phuch jange Jha se aapne us product ko dekha tha to ye khuch es prakar kam karta hai 

ab bari aati hai search plate form ki to chaliye uske bare me bhi jankari bator lete hai 

Search Platform  

search late form bhi ek tarike ka adversigment  a hi tarika hai jo en dono se alag hai ab aapko btate hai ki ye en dono se alag kyo hai vo es liye kyo ki google search engine par kam karta hai ab vo kese to chaliye jaan lete hai ap log roj khuch na khuch to search karte hi rhte hai es me aapne koi baar dekha hoga ki jab bhi koi keyword ko search kiya jata hai abse phle jo option search me aata hai us me aapko khuch es tarike ka dekhne ko milta hoga jo niche image me diya gya hai ye google ads hota ha es plate form ko jda tar choti companiya use me leti hai aur badi compnia bhi leti hai par kam 

google adword


es plate form me advertise ko apne product ke ke bare me keywords ko search kar ke us par bid lagani padti hai 



aa hamne tino plateform ke bare me to baat kar li ab aapko btate hai ye work kese karta hai google adword ppc par kam karta hai ab ye ppc kya hai to chaliye eske bare me bhi jaan lete hai ppc matb ay per click ager website ya video par koi ads aa rha hai ya search par aa rha hai aur kisi ne us par click kar diya to to aapke google adword account me se pese kat jange es me pese uske katte hai jo ki ye adword ke through apna parchar kar rha hai 

google adword ek jana man advertisement ka pateform hai 
ye thi google adword ki jankari ager aapko achi lagi to hamari website ko jarur subscribew kar ke aur es post ko share bhi kare