Aaj ki hmar post me ham aapko btane ja rhe hai ki files go kya hai files go kese kaam karta haia files go ko phone me rakhne ke kya- kya labh ho skte hai aaj ham es post me en sab bato ke bare me baat karnge to chaliye suru karte hai
aaj kal ke jmane me sbhi log apni niji document and apne apne kam ke document apne phone me hi rkhte hai kyo ki aaj kal phone etne jada smart hote ja rhe hai ki aaj kal ki generation me sab log moblie par hi depend rhte hai es liye chahe vo mail bhejni ho ya kisi file ko download karana ho ya koi bhi document ko phone me save karana whataap images ko save karna ho ya khuch bhi karna ho aaj kal log apne phone se hi karte hai es liye ha aapko bata de ki aaj kal phone ki memory esi chlte jaldi bhar jati hai ab chahe aap use mamorry kahe yafir space
log aaj kal sab khuch online karte hai aur koi bhi sman karidne par jo logo ko nil milta hai log use apne pass hi rakh let hai use vo log phone me hi save karna passand karte hai jiske karan logo ke phone ki space jaldi bhar jati hai
ye ek bhut badi smsya hai jo ki bhut teji se bhad rhi hai eska nijat pane ke liye kai sari company cloud system le kar aayi hai par vo es service ka labhi uthene ke liye accha khasa charge bhi karti hai jo ki logo ke liye bhut hi mnhga padata hgai es baat ko dhyan me rkhte hue google ne aapna nya aap jo ki files go ke naam se masoor hai lunch kiya hai es aap ke bare me ham aapko aaj vistar se btayenge
files go ek bhut hi accha aur best app hai jo ki 10 se 20MB ke bich me play store se aapko mil jayega ye ram bhi bhut kam consume karta hai ye aap khas kar ke phone se bina kam ki chizo ko nikalne ke liye bnaya gya hai bina kam ki chize nikalne se aapke phone ki memmory bhad jati hai jis aapka phone akfi accha chlne lagta hai
aapko bta de ki ye harek foldal aur file ko scan karne ke baad aapko btata hai ki es me se kon si file duplicate hai aur aap kis file ko use nahi karte hai jo aapke kam ki nahi hot hai un filelo files go aapke samne rkhta hai jis se aap unko delete kar ske aur aur apne phone ki space ko bda ske
ager eske uniq feature ke bare me baat kare to es file ko transfer karen aur file ko sd card me move karne ka bhi option hai ye kafi achha file sending and reciving app bhi hai ye hotspot se file ko send and receive karata hai jo ki logo ke liye bhut fayedemand hai aaj kal aap janete hai ki market me bhut sare aap hai jo es tarh ki suvidha deta hai
par aapko pta hai ki filesgo en sab se accha kyo hai kyoki ye aapko one aap me three feature deta hai scaing, cleaning , file transfring aapko bta de ki ese google ne bnaya hai es liye ye ek trusted aap hai jo ki aapke phone ko koi bhi nuksan nahi phuchayega ye aap bhut hi jada accha hai me ager aapko slah dunga to esi aap ko download karne ka slah dunga es aap me jaldi koi dikkat nahi aane vali hai ye 10 se 20MB ka hai jo ki aapke phone me jada space bhi nahi gherga
ager aapko meri post achi lagi ho aap jarur touch me rhe